Yah article me WhatsApp Tips And Tricks in Hindi - Whatsapp Secret Hidden Tricks And New Features ke bare me bataya hai. Yah aapke Daily Life ke liye bahut useful hai. Jis Ka use karke aap Whatsapp me bahut khush kar sakte hai. Yadi aap Nahi Jante hai Whatsapp Hidden Secret New Features Aur Hindi Tips & Tricks ke bare me to Yah Article ko reads karke jan jayege.
India me bahut sare Mobile Messaging App Available hai. Jaise Telegram, Whatsapp or bhi kai sare. Aaj ke time me har Log Mobile Phone me Whatsapp ka use karte hai. Ichi liye Whatsapp Messenger app itna Populer Android app hai.
Read Also:
Whatsapp me aise bahut sare hidden features hai jiske bare bare jada tar log nahi jante hai. Yah Article me uschi WhatsApp Tips And Tricks in Hindi, Secret Hidden Tricks And Tips, New Features ke bare me Jankari Share karne wale hai. Jisko jane ke bad Whatsapp Chalane me Interest badh jayega. To yah Article ko pure Padhe jisse Whatsapp Secret Tips And Features ke bare puri jankari aapko mil jaye.
WhatsApp Tips And Tricks in Hindi- WhatsApp Secret Hidden Tricks And New Features
Yaha pe aap 10 Best WhatsApp Tips And Tricks in Hindi, whatsapp new tricks & Features Aur whatsapp secret setting ke bare me bataya hai. Jiska use karke aap Whatsapp me bahut khush kar kar sakte hai, kya kya kar sakte hai Yah jane ke liye pura Article pade.
1.Whatsapp Group ke Photos Aur Videos ko Gallery me Save hone se roke:
Ham Whatsapp Group me se koi Photos Ya Videos Download karte hai to ye Phone ki Gallery me Save ho jate hai. Jise Phone ki Memory Full ho jati hai. Jise bachne ke liye WhatsApp ne Media visibility Feature add kiya hai. Jiski Help Se aap kisi Group se Media ko Hite kar sakte hai.
Whatsapp Group se Photos Video(Media) ko Hide Karne ke baad, Media aapki Phone memory me Save nahi Hoga yani Download nahi koga. Jise aap ka Phone Memory Full Nahi hoga Aur Mobile ki Speed Bhi Badh jayegi.
Whatsapp Group Media Hide-
Open Whatsapp > Open Group > Group Info > Media visibility > Tick NO options > Tap OK
2. Whatsapp me Auto-Download ko OFF kare:
Aapke Whatsapp me Photos, Video, Autio Bina Download kiye bina Download par lag jate hai. To apka Auto Download Mode ON hai, jise Auto Download ho jate hai. Isko aap whatsapp secret setting me jakar bandh kar sakte hai.
Yah WhatsApp Feature ko OFF karne se aapke Phone ki Memory Full nahi hogi or Mobile Data bhi kharch nahi hota hai. Jise aap Whatsapp Madia ko Manually Download kar sakte hai.
Auto Download Mode OFF-
Open Whatsapp > Setting > Storage And Data > When using mobile data > Untick all options > tap OK
3. Whatsapp me Last Seen Ko OFF kare:
Yadi aap Apne Whatsapp ko kab Open kiya hai vah Samne wale ko pata na chale to WhatsApp ne ek secret setting diya hai. Yah WhatsApp Feature ka use karke aap Apne Last Seen ko Hide kar sakte hai.
Messages Last Seen OFF-
Open WhatsApp > Setting > Account >Privacy > Last seen > Nobody option Select.
4. WhatsApp Messages Blue Tick ko OFF kare:
Aap Whatsapp me aane vale messages ko padh lete hai tap Message Bheje vale ko Blue Tick ke jariye pata chal jata hai ki apne messages ko padh liya hai. WhatsApp yah Blue Tick ko Disable Karne ka Hidden Feature diya hai.
Aap Messages bhejne wale insaan ko batana nahi chahte ki aapne messages padh liya hai. To aap WhatsApp me Read receipt ON karke Blue Tick ko Disable kar sakte hai. Yah Karne aapko Bhi pata nahi chalega ki samne vale ne aapka Massages padh liya hai.
Yadi Aap Whatsapp me Read receipt ka use Karna nahi chahte to Mobile Airplane mode ko OFF kare or Massages Badhe or Airplane mode ko ON kar dene se bhi pata nahi chalega.
WhatsApp Read receipt ON-
Open WhatsApp > Tap on menu > Setting > Account > Privacy > Read receipt Turned off
5. Whatsapp ke All Content ko Messages Send kare:
Yadi aap Whatsapp ke Sabhi Contact ko ya Kisi Selected Contact ko ek sath Messages Send karna chahte hai. To uske liye Whatsapp New Tricks use kar sakte hai. Jise aap ka time bach jayega.
Whatsapp ne Ek Broadcast Feature diya hai. Jisme aap apne Contact ko Add karke Broadcast Group bana sakte hai. Aap yah Broadcast Group me messages Send karenge to Add kiye gaye har Mobile Number par Messeges Send ho jayega.
Whatsapp broadcast Group bamaye-
Open Whatsapp > Tap menu button > New broadcast > Select Contacts ➢ Tap green tick icon
6. Whatsapp me Notification ko Hide kare:
Yadi aap apne Phone me Whatsapp ki Notification ko Bandh karna chate hai, to Mobile me privacy ka dhyan rakhte huye Smartphone Notification Bandh karne ka Option diya hai. Notification Hide karne se phone ka Charging Time Bhi Badh jata hai.
Lockscreen Notification Hide-
Long Press Whatsapp > App Info > Manage Notification > Allow Notification > Tab on OFF
7. Whatsapp me Live Location Shere kare:
Yadi aap apni Mobile Live Location ko Apne Frieads Famely ke sath Share karna chate hai ya kisi ka Location Fide karna chahte hai. Isme Location ko Real-Time Me update kiya jata hai. Isme Location 15 Minints, 1 hours, 8 hours ke liye Apne Contect Number ke sath Share kar sakte hai. Yah asanise WhatsApp Secret Tips se kar sakte hai.
Whatsapp Live Location Share-
Open Whatsapp > open Contect > Attachment File option > Location option > Share Live Location > Continue > Select Time > Share
8. Whatsapp me Background Photo Add Kare:
Yadi aap apne Whatsapp ko Majedar banana sahte hai to app Whatsapp me Background me Photos ko Add kar sakte hai. Aisa Whatsapp me Feature diya hai.
Whatsapp Background Photo Add-
Open WhatsApp > Tap More option > Settings > Chats > Wallpaper > Change > Select Wallpaper > Set Wallpaper
9. Whatsapp Chats ko Email par Send Kare:
Whatsapp me aap kis bhi Contect, Goups (conversation) Chats ko Export kar sakte hai. Jise aap Mail ya apne Momery me bhi Save rakh sakte hai. Export ki gai File .TXT me Save hogi.
Whatsapp Chats Export-
Open Whatsapp > Open Contect ya Group > Tab three Dot > Tab More > Export Chats > Select Gmail > Enter Email Adress > Send
10. Whatsapp Text Tricks - Bold, Italic, Strikethrough and Monospace kare:
Yadi aap Whatsapp me Chats karte Time Bold, Italic, Strikethroughor aur Monospace Tyle me Text ko Send karna chate he to Whatsapp Tips And Tricks in Hindi ke helps se aap Secret Hidden Word ko Type karke karsakte hai.
Bold kare-
Exmaple: * Your Masseges *
Italic kare-
Exmaple: _ Your Masseges_
Strikethrough kare-
Exmaple: ~ Your Masseges~
Monospace kare-
Exmaple: ``` Your Masseges```
Read Also:
Conclusion:
Top 10 WhatsApp Tips And Tricks in Hindi - Secret Hidden Tricks And New Features list article me Whatsapp ke Ameging New Tips And Tricks, whatsapp secret setting aur Whatsapp ke Hidden Features ki jankari aapko pasnd aya hoga. Ise juda koi bhi saval ho to hame Comment Box me bata sakte hai.
WhatsApp Tips And Tricks in Hindi ka article aapko acha laga ho to apne Frieas ke Shath Social Madia par shere jarur kare, aapka Koi saval ho to Coment Box me pus sakte hai.
Awesome
ReplyDeleteThank you
Delete