Top Best Gmail Tips and Tricks in Hindi - That can increase Your Productivity

Yadi aap Gmail ka Use karte hai to aapko yaha bataya gaya Gmail Tips And Trick ke bare me jarur pata hona chahiye. pata nahi hai to maine aapko yah Article me Useful Gmail Tips And Trick ke bare me janakari diya hai. jinka Use karke aap apne Gmail ko or better tarike se jan sakte hai.

Aaj ke time me Gmail ke bare me kon nahi janta, ke smart world me Gmail, Outlook, Yahoo etc. bahut chi Email Service hai. Lekin sabse Jata Popular Gmail Hi he kyoki Gmail ko use karna bahut hi aasan he or yr User-Friendly Email service Provide karta hai. Gmail ki saruaat 2004 me huva tha or aaj ke time me bhi chal raha hai. to jante he Top Best Gmail Tips and tricks ke bare me. Jinka use karke gmail me aap ache or smart tarike se use kar sakte hai.

Top Best Gmail Tips and Tricks in Hindi - That can increase Your Productivity

Top Best Gmail Tips and Tricks in Hindi

1. Undo send feature

is feature ka sabse jada fayda tab hota he jab aapne Gmail se galat Email bhej diya ho ya Email me koi jaruri file ads Karna bhul Gaye hai. To is feature ka use karke aapke bheje huye Email ko Stop kar sakte hai. Aisa karne ke liye Google aapko default 5 second ka time deta he, user ise 10,20 ya 30 second tak
time ko badha sakta hai.

Iske liye Gmail Settings me jakar General par click kare. Yaha Undo send ka option dikhay dega. Us par click karke aap naye time ko Select karke save karna hai. Is time me aap bheje hute mail ko undo kar sakte hai.

Undo send feature

2. Gmail confidential mode

Gmail ka Mode aapki privacy or security ke liye bahut useful hai. Is mode ke jariye bheje gaye Email Receiver copy, forward or print nahi kar sakta hai. Is mode ke aap Email ki expiry date bhi set kar sakte he. Email ki security ko badhane ke kiye aap passcode ka bhi use kiya ja sakta hai.

Confidential Email bhejne ke liye Compose windows ke niche diye gaye confidential mode button par click Karna Hoga. iske bad ek dialog box pop-up, jisme aap Mail ki expiry timing or passcode set kar sakte hai.

Gmail confidential mode

3. Schedule an E-mail (ई मेल को करें शेड्यूल)

Is feature ke jariye aabko Email kab send karni he use aap schedule kar sakte hai. Aap Aapne schedule kiye Gaye Email ko Edit, Delete or Modify kar sakte hai.

Mail ko schedule karne ke liye Gmail me Email Compose kare or receiver ka Email address or subject enter kar de. Iske bad niche diye Gaye Send button par diye Gaye drop-down arrow par click kare. Yaha aap time or date set karke Email ko schedule kar sakte hai.

Schedule an E-mail


4. Unsubscribing from newsletter

Gmail me Email ko Unsubscribing karne ke liye Mail ke End me jane ki jarurat nahi hai. Gmail aapko Unsubscribing ka button ab Sender ke Email address ke sath hi dikhay dega.

Newsletter email ko Unsubscribe Karne ke liye aap us button par click karke us sender ke mail ko u Unsubscribe kar sakte hai. Aisa karne se aap ko us sender ke Mail nahi aayege.

Unsubscribing from newsletter

5. Use Multi Gmail In One Browser

Aap ek hi Tab or App me Do Gmail Account ka use kar sakte hai. Aisa karne ke liye aap ko rights ki or diye gaye apni Profile Photo ya name par click kare, or fir add another account thi aap dusra account add kar sakte hai.

Use Multi Gmail In One Browser

6. Remove Tabs

Gmail me remove Primary, Promotion, Updates or Social, etc. Tab diye jate hai. Gmail me Primary, Promotion, Updates or Social, etc. Tab ko remove chate he to kar sakte hai.


Tabs ko remove karne ke liye setting me jakar InBox me jaye, fir Categories me jakar unchanged Tab ko Remove kar sakte hai.
Remove Tabs

7. Send big files

Gmail me aap 25MB se jada size ki koi bhi Files nahi bhej sakte hai. Agar aap 25 MB se ssize ki files Send karna he to Google Drive pe files ko upload karke link send kar sakte hai.

Google Drive se 10 GB Tak ki files upload kar sakte hai.

Send big files

8. New Theme on Gmail

Agar aap hamesa Gmail ka ek hi Theme dekh kar bore ho jate he, to Gmail me aap theme bhi Change kar sakte hai.

Theme Change karne ke liye Gmail ke Quick Setting me Theme se aap Gmail me Theme change kar sakte hai.



New Theme on Gmail

Conclusion:

Yah Article me aapko Top Best Gmail Tips and Tricks in Hindi ke bare me bataya hai. jisko use karake aap apne Productivity ko badha sakte hai. aur yah Tips and Trick ka use karke apne Time ke shath kaam ko bhi aasan bana sakte hai.

Gmail Tips and Tricks in Hindi ka article aapko acha laga ho to apne Dosto ke Shath Social Madia par Share jarur kare, aapka Koi saval ho to Comment Box me bata sakte hai.

कृपया करके comment box में कोई भी spam link ना डालें.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post