Email Me CC Aur BCC Kya hai? AUR Use Kya Hai? - Difference Between CC and BCC

Email me CC Aur Bcc Kya hai?, CC Aur Bcc ka use kya hai? Or Email me CC Aur Bcc ke Fayda kya hota hai? Aap janna chahte hai to Yeh Article ko Read karke Sabhi Saval ke javab mil jayege To Yah article ko pura jarur Read kare.

Aaj ke Time me Email ke bare me sab log jante shayad hi koi aisa hoga jo Email ke bare nahi janta hoga. Agar aap Bhi Email ka Use karte hai Aur aapko Email ki puri jankari nahi hai. to aap sahi jagah hai. Aya par aapko Email ki Detail me jankari bataya hai.

Read Also:

Jab ham Email bhejte hai to Email bhejne vale ko ya jis Email par Email send kiya hai. usko pata hota hai. But CC Aur Bcc me aisa nahi hota hai. CC Aur Bcc Full Form kya hota hai?, Email Me CC Aur Bcc Kya hai? AUR Use Kya Hai? (Difference Between CC and BCC) ki jankari bataya hai.

Email Me CC Aur BCC Kya hai? AUR Use Kya Hai? - Difference Between CC and BCC

Email Me CC Aur Bcc Kya hai?

Email me CC Kya hai?, Email me Bcc Kya hai? Aur Email me CC Aur Bcc ka Full Form kya hota hai? Jankari bataya hai.

Email CC kya hai?

CC ka Full form Carbon Copy hota hai. agar aap kisi ko email Bhejte hai or sahte he ki baki logo ko iske bare me jankari rahe to aap un logo ko CC me rakh sakte hai. Jise sab logo ko pata rahega ki Email kis kis ko bheja gaya hai.

Email BCC kya hai?

Bcc ka full form Blind Carbon Copy hota hai. Bcc Email me To aur CC se bilkul alag hai. To or CC me log ek dusre ki Email ID dekh sakte hai. But aap Email Send karne ke liye Bcc ka use karte hai. To Email me TO aur CC ko Email ID ke bare me bata nahi chalta hai.

Email Me CC Aur Bcc Use Kya Hai?

Email me CC ka use kya hai? Aur Email me BCC ka Use kya hai? Aap nahi jane to Example ke sach jankari diya hai.

Email me CC ka kya use kya hai?

Email me CC (Carbon Copy) ka use tab kiya jata hai jab hame senior ko iske bare me jankari dena hota hai ise Senior ko yah bhi pata chalta hai ki mail ka javab kya diya hai or Kis Kis ko Email Bheja gaya hai.

Email me CC Ka Full Form and Difference Between CC and BCC

Example: maan lo ki aap kisi employ ko Email Bhejna sahte hai or uske senior ko bhi pata sale ki kya mail bheja hai aur usne kya jawab diya hai. To aap employ ka Email Address To me dal kar uske senior Address CC me rakh sakte hai. Ise jo Email employ ko Send liya hai usli Carbon Copy uske senior ko bhi Send hogi.

Email me BCC ka use kya hai ?

Email me Bcc (Blind Carbon Copy) ka use tab kiya jata hai jab 3 logo ko Email bhejna ho or chahte he ki To Aur CC ko use 3 log ka Email Address nahi dekhna chahiye tab Bcc me Email Address dal sakte hai jise BCC me dala gaya Email Address (To or CC) Dono ko nahi dikhai dega.

Email me BCC ka Full Form and Difference Between CC and BCC

Example: maan lo ki aapko 3 logo ko Email bhejna hai, or Chahte hai ki (To or CC) ko batana nahi chahte ki mene kisi aur ki bhi mail bheja hai. Usko BCC me Email Address Dal sakte hai. Jise BCC me dala gaya Email Address (To or CC) pata nahi chalega.

Email CC Aur BCC Ke Fayde kya hai?

Email Me CC Aur BCC ko use karne se kuch bayedi bhi hote hai. CC Aur BCC Helps se Group me Mail karne ki aasani hoti hai. Yadi aap nahi jante to hame CC Aur BCC ke Fayde ki Jankari bataya hai.

Email Me CC (Carbon Copy) ke Fayde:

  • CC ka fayda Yaha hai ki isme Ek hi Time me kai logo ko Mail kar sakte hai.
  • Isme un logo ko rakha ja sakta hai, jinhe aap Email ki Copy dena chahte hai jaise Senior Manager, tirmlidder etc. ko rak sakte hai.
  • CC me akasar unko rakha jata hai jinhe us kam ke liye nahi kaha hai but usko batana chahte hai ki maine usko Yah Mail bheja hai.

Email Me Bcc (Blind Carbon Copy) ke Fayde:

  • Bcc (Blind Carbon Copy) me aap Ek se adhik logo ki Email Id rakh sakte hai.
  • Isme aap un logo ki Email Id rakh sakte hai jise aap Gupt rakhna Chahte hai, Jaise Company ka man Head, CEO etc.. ko rakh sakte hai.
  • Isme (To or CC) me vale ko BCC me rahne vale ka pata nahi hota hai, But BCC ko To or CC ke bare me pata chalta hai.

Questions & Answers

1. Email me (To Aur CC) me kya Antar hai?

Ans: Email karte time To me Email Id dal ke 4 logo ko Mail karte hai, to un 4 logo ko pata nahi rahta ki kis kis ko Mail Bheja gaya hai. But CC me 4 logo ki Email Id Dalte hai to pata chalta hai ki kis kis ko Mail bheja hai.

2. Email me CC Aur Bcc me kya Andar hai?

Ans: CC me id Dalke Mail karte hai to CC me rakhe gaye Sab Logo ko dikhte hai. Ki kis kis ko Main kya haia. But BCC me Email Address Gupt rakta hai. Or kisi ko pata nahi Salta ki kis kis ko Mail ka Copy bheja gaya hai.

CC Me List ko Mail ke Reply ka pata rahta hai, But BCC me Reply ka pata nahi salta hai.

3. Email me CC Ka Full Form kya Hota hai?

Ans: Email me  CC ko Carbon Copy kaha jata hai.

4. Email me BCC ka Full Form kya Hota hai?

Ans: Email me Bcc ko Blind Carbon Copy kaha jata hai.

Read Also:

Conclusion:

Yah Article me Email Me CC Aur Bcc Kya Hota hai ? Aur Email CC Aur Bcc ka kya Use Hai ? aapne jana or isme kya fark hota Difference Between CC and BCC uski jankari bataya hai. Ham umind karte hai ki aapko CC aur Bcc ke bare puri jankari mil gaya hoga. Yadi aap ka koi sawal ho tame Comment me pus sakte hai.

Yah Jankari Aha laga ho to social Media par apne Friends ko Share jarur kare, apka koi sawal ho to hame Comment me bata sakte hai. Thank For The Reading.

कृपया करके comment box में कोई भी spam link ना डालें.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post