Mobile Ka Battery Backup Kaise Badhaye? - Tips Increase Your Smartphone Battery

Hello, dosto GyanSupply mein aap ka swagat hai. Mobile Ka Battery Backup Kaise Badhaye? - Tips Increase Your Smartphone Battery ke Article me Mobile ki Battery Save karne ke kuch Tips ke bare me bataya hai. Yah Tips Mobile ki battery ko Save Karne me Helps kar sakte hai.

Aaj ke Time me har koi Mobile Smartphone Use karta hai. Mobile Phone hamare jivan ka mahatva no bhag ban gaya hai. chahe vo Watsapp, Facebook salana ho ya Internet salana ho bina Smartphone ye sambhav nahi hai. aise me aap mobile use karte hai to aap ne bhi mobile ki battery ka problem jarur fes kiya hoga. Kai bhar hamari laparvahi sebhi Mobile ki battery problem Hoti hai. yadi aap bhi Phone ki Battery Backup badhana? yani battery save Karna chahte hai to aapko ko yeah Article me kus battery ki Tips Banane wale hai. jise aap apne mobile ki battery kafi Had tak bacha sakte hai yani battery save kar sakte hai. jise aap ki Battery ka Backup vadhare ho jayega. jise Mobile jada chalne lagega.

Read Also:

Smartphone phone me battery bachane ke kai share upay mojud hai. Lekin me aap ko kuch jaruri tips duga jisse aap Mobile ki battaty kafi had tak bach sakte hai. sathhi aapke mobile ki battery bhi jaldi khatm nahi hogi aur mobile ki battery life bhi badh jayegi.

Mobile Ka Battery Backup Kaise Badhaye

Mobile ki battery Backup kaise badhaye?

Tips 1 - kai bar log Apne Mobile me wife, Bluetooth, mobile data, hotspot chalu rakh dete hai. Mobile ki battery life ko kam kar deta hai appke mobile ka battery jaldi kafi jada  khatam ho jata hai. jiske liye aap ko wife, Bluetooth, Mobile data, hotspot use karke usko bandh kar dena chahiye. jise Mobile ka Battery Backup vadh jayega.

Tips 2 - Mobile me battery jaldi khatam hone ka ek karan mobile brightness aur brightness sensor hai. aap bhi apni brightness auto mode me laga dete hai ya fir mobile ki brightness Full karke Mobile ko use karte hai. to use mobile ki battery life kaphi jaldi kham ho jati hai or uske sath Mobile garam hone lagta hai. us bajah se mobile ki bettery kharab hone ka khatara hai. JIS Karan Mobile ki brightness kam se kam rakhe or brightness ke auto mode sensor ko bandh karke menular par kar de jise mobile ki battery kafi had tak bacha sakte hai.

Tips 3 - aap apne Phone ka GPS Locesan to jarur use karte hoge kya aapko pata hai ki GPS aapke Mobile ki battery kafi jata kharch karta hai. aap mobile ki Battery bachana chahte hai to Mobile me GPS ki jarut ho tabhi use kare jisse mobile ki battery kam kharch hogi.

Tips 4 - Smartphone me lagaye gaye live wallpaper mobile ki battery kafi jalti kam kar deta hai. JIS karan mobile ka battery Backup kam ho jata hai. jiske liye aap ko mobile me sadharan wallpaper use karne chahiye. jise mobile jada Time tak chala sake.

Tips 5 - mobile ko dhoop me rakhne se mobile garam hota hai. jise mobile phone ki Bettery Life kam kar deta hai. aur mobile ka battery Backup bhi kam ho jata hai. Mobile Ka Battery Backup Badhana chate hai to Phone ko Dhup me sue karne se bache.

Tips 6 - aap apne mobile me kai tarah ke  android application to jarut use karte hoge, jaise Facebook, Twitter, Google or bhi bahut kus. jise aane vali noti notification ko off karde in application se time to time milne vali notification khafi battery kam karte hai. 

Tips 7 - aap apne mobile me bahut sari application to jarur use karte hoge un mese koi application background chalu ho jati hai jise aap ke mobile ki battery jaldi khatam ho jati hai. is liye jis application ko aap kam use karte hai uske background data ko off karde. ho sake to un app ko uninstall kar dena chahiye.

Tips 8 - Agar aapke mobile ka Battery Bachana chahte hai or ek Best experience lena hai to android Phone ke andar jab bhi koi update aaye to usko asko aap miss na kare or apne Android phone ko hamesha up to date rakhe. Kyon Ki jab bhi Android Phone me koi update aata hai. to us update me mobile ko empruv kiya jata hai Isliye use update me aap ke phone ki battery ke bare me bhi dhyan diya jata hai. isliye aap jarur apne mobile phone ko up to date rakhe.

Tips 9 - Aap Apne mobile ki screen pe widgets to jarur use karte hoge aap sochoge ki widgets se kya fark padta hai, to me aapko bata du ki aap jo yeh mobile ki Scheen me widgets use karte hai yeh lagatar aapke mobile ki battery use karte rahte hai is liye aap apne mobile ki home screen pe faltu ke widgets rakhe hai to hata lena chahiye.

Tips 10 - kai bar ham apne phone me kai chari apps inttol kar lete hai jis me se kai apps ka use karna bandh kar dete hai ya kus aichi apps inttol kar lete hai jo jata havy hoti hai ab android app run hone me battery, Prossesar aur ram ka use karte hai is liye jyada havy game ya app ko aap use nahi karte use Mobile se uninstall kar de jise aap ke mobile ki battery badh jayegi.

Read Also:

Mobile ki battery bachane ke liye ye galtiya na kare?

Aksar ham mobile ki battery bachane ya seve karne ke liye kai chari tips apnate hai aur kai bar galtiya bhi kar dete hai to ye galtiya nahi karni chahiye apne mobile ki battery save karne ke liye ham usi Galtiyo ko batayege.

Mistake 1 -Battery life bachane ke liye kuch bhi battery saver app ka use nahi karna chahiye, kyo ki yah mobile ke background app ko bandh kar deta hai jise open karte time bhir se Proses karta hai.

Mistake 2 -Mobile ko takite ke niche rakkhe nahi chuna chahiye, Kyo ki ise mobile ka tapaman badh jata hai mobile overhits ho jata hai yah battery pe preser ane se hota hai

Mistake 3 -Mobile ko Chegers karne ke liye Duplicate Charging ya adepter ka use nahi karta chahiye, isase Phone ki Battery Life par asar padta hai.

Mistake 4 -Car Charger ka Use Mobile charging karne ke liye nahi karna chahiye, Inse Mobile ki Battery Life kam hi jati hai. Ise acha PowerBack ka use kare.

Mistake 5 -Mobile Phone me Duplicate Battery use nahi karta chahiye, ise Phone par kharab asar palta hai to behatar hao ki original battery ka hi use kare.

Mistake 6 -Phone ko Rat bhar Charging par laga ke nahi chuna chahiye, mobile overheats ho jate hai. Ise Mobile Blast hone ka Khatara hai.

Conclusion:

Dosto Mobile Ka Battery Backup Kaise Badhaye? Iske kus Tips or galtiyo ke bare me bataya hai isko aap apnakar Mobile ki Battery Life bacha sakte hai. Jise Mobile ki Life bhi badh jati hai. Mobile Ka Battery Backup se juda koi bhi saval hai to Comment bata sakte hai ham jarur sol karege.

Yah Article acha Laga hi to social Media par Shere jarur kare.or Aapka koi sawal ya sujav ho to hame comment me jarure bataye. Thanks for Reading.

कृपया करके comment box में कोई भी spam link ना डालें.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post