Top 15 Latest Future Upcoming Technology in Hindi - Amazing Technology for India

Yadi aap nahi jante New Amazing Future Technology ke bare me to hamne Top 20 Latest Future Upcoming Technology in Hindi And Amazing Technology for India Article me jankari bataya hai. Jisko janke aap bhavisya me aane vali top new technologies ke bare pata lag jayega.

Technology ne aaj ke Time me Duniya ko badal ke rakh diya hai. Logo ke rojinda Kamo ko asan banane ke liye new new technologies launch ki ja Rahi hai. Aane vale time aisi technologies ayegi jo Future ko badalke rakh degi. Yah Article mein hamne aisihi Top 20 Future Technologies ke bare me bataya hai. Jo Future Badal Kar rakh dega.

Read Also:

Kisi bhi Technology ke Fayde aur Nuksan Dono hote hai, Technology kai logo ko fayda Kiya hai to kai par bura asar Bhi pada hai. Firbhi ham andekha nahi kar sakte ki Technology ne hamare jivan ko asan banaya hai. Yaha par ham aapko Future me ane vali Top 20 Future Technology bata rahe hai. To jante hai Top 20 emerging technologies ke bare me jo Future me bahut Kam aayegi.

Top 15 Latest Future Upcoming Technology in Hindi -  Amazing Technology for India

Latest Future Upcoming Technology in Hindi

Yaha ham aako Future aane vali Technology aur Featured ke bare bata rahe hai, Jaise ki AI, Machine Learning, High Power Wireless Charger, Blockchain Aur LiFi Technology etc. jo aane wale time me  dekhne ko mil jayegi. To chalye jane hai, Top 20 Latest Future Upcoming Technology in Hindi ke bare me jo Future me ane vali hai.

1. Artificial Intelligence (AI)

Future Upcoming Technology in Hindi

Artificial Intelligence (AI) Machin dvara dharsava ma aavi brudhi hai. Jo manushya aur prali ke mind se alga hota hai. Aak ka time Artificial Intelligence aur Ai ka hai. Iski kai sakhaye mojud hai jisme Machine Learning bhi aata hai.

Artificial Intelligence insani Mind ko nakal karne aur Photos, bhasa ya petand ki pehchan karne aur nilay lene jaise kam karta hai. AI ki thapna 1956 academic anusandha ke rup me ki gai hai.

Artificial Intelligence ko navigation apps, stream services, personal assistants, ride sharing apps, home personal assistants and smart Home jaise devices ke liye use kiya jata hai.

2. Machine Learning

Amazing Technology  for future

Machine Learning ek prakar ha Applicesan hota hai or Yah AI ka Hi Subject hai. Machine Learning ek aisa Algoridhim hai. Jo Computer ko kuch sikhne ke liye Program kiya jata hai. Vo Computer program khud hi sicho ko shikhta jata hai. Machine Learning sabhi prakar ke udhyog me use kiya ja raha hai.

Machine Learning 2022 tak market 8.81 Billion dollar hone ka anuman hai. Iska use data analytics, real time advertising, data mining and pattern recognition ke liye kiya jata hai.

3. Augmented Analytics

Augmented Analytics market ke liye best Technology ho sakti hai. Kyoki isne Machine Learning aur Artificial Intelligence AI Technology ko badal kar Analytics content ko developed kiya hai.

Iske alava Augmented Data Management, Continuous Intelligence, Explainable AI, Graph Analytics, Data Fabric, Conversation Analytics, Commercial Artificial Intelligence aane wale hai.

Augmented Analytics data analytics, data sharing aur business intelligence ko badhane ke liye machine learning aur natural language processing ka use kiya jata hai

4. Blockchain

new emerging technologies

Blockchain ka use international transactions ko sekyor Karne ke liye kiya jayega, Blockchain ke ke shath aapko transactions lender ki Raksha Karne ke Liye third-party ki jarurat nahi hai. cryptocurrency aur Other medical data jaisi jankari ki security ke liye important ho sakta hai.

5. Hologram

Hologram ko apne kisi Product ke uper dekha hoga. Lekon aaj ke time me Fast internet aane ke bad, yah Amazing Technology ka use events, movies aur productions me bhi kiya jayega.

Iske jariye virtual pictures ka use karke usko real chojo me dikhaya jayega. Example, yadi duniya me koi ghatna ho rahi ho to isko kahi par bhi Hologram ki Helps se dekha ja sakta hai.

6. Holographic SmartPhone

new amazing Future upcoming technology trends  for India,

Aapne 3D Images jarur dekhi hogi. Jadatar logo ko 3D photo ke bare me pata nahi hota, aur 3D movies bhi dekhi nahi hogi. Holographic SmartPhone me 3D Camera laga hota hai. Jo har taraf se se Photo ko dikha sakta hai. Iska Camera Move karta hai aur jaise jaise ham aankhon se jis taraf dekhte hai uschi taraf Move hi jata hai.

6. Air Taxi - Bell Helicopter

Air Taxi - Bell Helicopter ek udne vali bike hoti hai aapne iske bare me to jarur suna hoga. Yah time me Future Upcoming Technology ek Next Step badhane wali hai. Aage aapko flying taxi bhi dekhne ko mil sakti hai.

Helicopter banane vali company 'Bell' Air Taxi Prototype banaya gaya hai jisme ek bar me 4 log beth sakte hai. Cab Seva dene wali company uber Helicopter Taxi ke sath partnership karne me lagi hui hai.

7. Hyperloop - The Subsonic Train

Hyperloop ek khas tarah ki Technology hai. Yah vacuum Tube me 'Sub-Sonic Transportation Hyperloo' kam karti hai. Rocket jaise dikhne wali yah Train vacuum system se Bullets Train se bhi 3 guna Tez 1224 KM se dodegi. Kharab mosam aur bhukamp ka ich par koi asar nahi hota.

8. Jetpack

top new technologies

Pehle ke time me Logo ne Airplans ke bina aakash me udne ke bare me socha bhi nahi hoga, Pehle ke time me Yah Future Technology inposible lagti thi. isko bas Movies me dekh sakte the. Lekin ek Company me aisa hi devices banaya hai. Jise yah sambhav huva hai.

Jisko apni pith par bandh kar stat karne par hava me bahut uper tak asani se udh sakte hai aur sath hi apni Jetpack ki Move Ment ko bhi control kar sakta hai. Yah Jetpack me Hydrogen ke par Oxide fyul bhara hota hai jo aadmi ko 75 m par hours ki raftar se 250 fut tak asman me uper le ja sakta hai.

9. Double Language Earbuds

Yah ek Best Future Technology hai. Yah Universal Translators yani language Translators ka kam karta hai. Google Company Ab tak ke bahut sare Translation tools bar pal suka hai. Jiske Helps se Ek bhasha se dusri bhasha me Translators kar sakte hai. Ab google ne new Technology pes kiya hai jise help se aap real-time translators kar sakte hai.

Example: man lo ki aapko Hindi nahi aati aur muse English nahi aati toh Yeh Amazing Technology ki helps se ham asani se baat kar payenge isme real-time language ka Translators hoga. Yah Earbuds 40 languages me Translate ki suvidha deta hai.

10. All Bezel-Less Screen

Future Technology phone

2018 se Bezel Less Screen vale Phone ki jada sharcha sal rahi thi. SmartPhone Company ya anpe Product ko behtar banane ke liye naye New Technology lati rahti hai. Ab Bezel Less Screen vale Phone sabse jata use kiya jata hai. 2021 me Bezel-Less Screen ki Technology dekhne ko mil rahi hai.

11. Wireless Laptop Charger

Aaj ke Time me Market me bahut sari Mobile Company ya Wireless Charger bana rahe hai, aur log in Wireless Charger phone ka use karna kafi pasand kar rahe hai. Ham Phone ko Charge karne ke liye Mobile ko Charging Paid ke upper rakh Kar Mobile Charging karte hai, Yah Technology se bahut dhime phone Charge hota hai.

Lekin Advanced Institute of Science and Technology ki team ne Ek Charger banaya hai, jisme bina Paid me rakhe 10 fut ki duri se Mobile me High Power ke sath Wireless Charger se Battery Charge kar sakte hai.

Yah Devices me itni Power hai ki Battery ko 15 fut ki duri se kam se kam 30 Phone Chargers kar sakta hai aur Laptop ko bhi Chargers kar sakta hai. Dipole Coil Resonant System ek Trong Magnetic wav banata hai. Abto dekhna he ki India me Yah Future Upcoming Technology kab aayegi.

12. Store dot battery

new Upcoming Technology

Store dot namak Company ne ek prototype dikhaya tha, jise Superfast Battery bataye thi. Aur kam Price me Yah Battery kharidi ja sakti hai. Jo Sirf 30 second me hi Battery Full Charger ho jati hai aur uska Battery Backup Bhi 5 Hours ka hai. Aisa Store dot comeny ne bataya hai, Yah Charging Future me aate hi Mobile Charging ki samasya bilkul dur ho jayegi.


13. Self-Driving Car

Tesla ne sabse pehle Automobile function ke sath Car Banane vali pahli Company hai. Hala ki yah Self-Driving Car ka use chimit hi kiya ja Sakta hai. Kyo ki Sahi driving ke liye Senser ki Helps yah car Drive karti hai. Isko chalane ke liye Ai sabse bada hat hai.

Yah Technology Amazing hai aur lagatar sudhar kiya ja raha hai. Umid he ki Future Upcoming Technology me Self-Driving Car bhi aa jaye.

14. Mega Pixel Phone

Huawei company ne China me ek new Phone launch kiya hai. Yah Word ka pehla Phone hai jo ki 48 MegaPixel camera sensor ke sath Huawei ne launch Kiya hai. But age kai sari Mobile Compania isko pes Karega, Jaise Samsung, Honor, Xiaomi, Realme, Oppo aur Vivo jaisi Other Compania launch karegi.

15. Big Aperture

Future Upcoming Technology in Hindi -

Aapne Rat me Photo to jarur khichi hogi. Divas ki tej roshni me Camara se khicha gaya Photo to acha aata hai, But Nights me Photos lene me paresani hoti hai. Night me ache se acha camera bhi Achi Photo nahi le pata kyo ki Roshni Kam Hota hai.

Iske Liye Company ne Big Aperture ka use karne ke bare me Socha hai. Jise Nights me bhi Camera jyada Roshni kepcher kar sake aur achi Photo khich sake.

Read Also: Black And White Photo ko color banaye?

16. LiFi Technology

new amazing Future technologies

Yah Future Technology me aane wali hai. LiFi Technology WIFI ki tarah ek Wireless suvidha deta hai. But Wifi ki Tulna se behtar Technology hai kyo ki Yah WIFI ki tulna me kai guna Fast hai. Isme Bulb ki roshni ka use kare Lights ke Speed me Data ko Trader kar sakte hai.

17. 5G Technology

Upcoming Technology in Hindi

Iske bare to aap janehi hoge nahi jane to batadu ki yah yah Mobile me 2G, 3G, 4G ki tarah 5G ek network hai. Jise trial bhi suru ho chuke hai. 5G Technology 4G ke mukabale kafi Fast hai.

5G ke aane ke bat har online work Fast hone lagega aur Download aur uploading karne ke liye High Speed internet milega jise data ka transfer karne ke liye. 5G Technology ke aane se aap Full Movies ko bas 1-2 Second me fast Download Kar sakoge.

Read Also: Top 10 Fast Download manager app

18. 5G Robot

5G Technology ke aane ke bad Hights Speed Network ke ke saath kai new Future me Technology dekhne ko mil saki hai jise 5G Robot bhi Future Technology me dekh sakte hai.

Kus time pehle hi Huawei ne 5G Robot ka performed kiya tha, yah Robot logo ke asisten ke rum me Work kar sakta hai. Ise logo ke kam bahut asan ho jayege. Yah robot kai jagaho par dekhne ko mil sakte hai

19. Drone Delivery

emerging technologies

Drone ke bare me to aapne jarur suna hoga yeh hawa me fly karta hai. Yah Technology ki helps se aap kai chij product ko Delivery kar sakte hai. Isko Drone Delivery kaha jata hai. Drone Delivery ka uses Amazon jevi shopping company Drone ki helps se Products ko Delivery karne ke bare me chose rahi hai. Yah Technology ke upper trial bhi Suru ho chuke hai jald hi yah Technology hamare samne hogi.

20. Body Transplant

Aaj ke adhunik time me media me Body Transplant bhi sambhav hai. Yadi koi insan durghatna me dhayal ho jata hai aur apne hath pair ko kho deta hai to uska vah part body transplant ki help se lagaya ja sakta hai.

Jaise balo ka transplant sambhav hai usi tarah body transplant bhi kar sakte hai. But isko developed karne abhi kafi time lag sakta hai. Yah Upcoming Future Technology me dekhne ko mil sakti hai

Read also:

Conclusion:

Top 20 Latest Future Upcoming Technology in Hindi - Amazing Technology for India Article me bataya Gaya Future Upcoming emerging technologies ki jankari pasand aya hog, aapka Technology se juda koi sawal hai to Comment me bata sakte hai.

Aapko yah Article acha laga ho to social media par share jarur kare. Yadi aap ka koi bhi sawal ho to hame Comment Box me bata sakte hai. Ham jarur Help karenge. Thanks for reading.

कृपया करके comment box में कोई भी spam link ना डालें.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post