Top 10 Best Browser For Android Apps in Hindi - Fastest Web Browser List

Top 10 Best Browser For Android Apps in Hindi -  Fastest Web Browser List - hamare smartPhone me Internet surfing ke liye Browser ka use karte hai. yah Browser kitna Safe he ise bhi hame dekhna hota hai. Kyo ki jab ham Internet par surfing karte he to hamare private data ki Chori ho sakti hai ise phone Hack bhi kiya ja sakta he is liye ek Safe Browser ka use karna chahiye.

Agar aapko iske ke bare me pata nahi hai to aap is post ko padhke 10 best Web Browser In Hindi ki list jan sakte hai. Jisse aap safe rahke surfing kar sakte hai.


Top 10 Best Browser For Android Apps in Hindi -  Fastest Web Browser List

Browser kise kahte hai?

Browser me hum koi bhi jankari pata kar sakte hai jiski bhi jankari prakt karni ko use Browser me search karke jaan sakta hai. jaise koi video ho, MP3 File ho ya koi jankari ho ise download kar sakte hai. Jise Browser kahte hai. Internet Browser Google Play Store par bahut sare mojud hai. 10 Best Android Browser ke bare me bataya hai jise Google Play store thi Download kar kate hai.


Best Web Internet Browsers use kahe ja sakta hai. Jisme Browser Features Users ke anusar ho, jisme ads blocker, desktop Mode, flash player, fast downloading etc.. jese Features mojud ho or data server karta ho aise Browser Best kah sakte hai.


Read Also: Youtube Video Editing App For Android

Read Also: YouTube Shorts channel Ideas

Best Fastest Browser For Android Apps List

1. Google Chrome

Google Chrome Internet Browser

Mobile hoy ke Laptop, Computer har device ke liye jadatar Google Chrome Browser ko hi use karte pasand karta hai. Log baki Internet Browser ki tulna me Google Chrome par jada bharosa karte hai. Kyo ki Chrome Browser safe and Secure Browser hai or Google ka Product hai.


Google Play Store par Chrome Browser ko 5+ billion bar download kiya ja chuka hai or 4.1 rating mili hui hai. Jisje hame pata sakta hai ki Browser kitna behtarin hai. Adhikas Android users Chrome Browser ka hi use karna pasand karte hai. 

2. Mozilla Firefox

Mozilla Firefox Secure Browsers For Android
Mozilla Firefox privacy aur security ke liye sabse Best Browser hai. Adhikatar Android Users privacy or security ke liye Chrome aur Opera Browser ki bajay Mozilla Firefox Browser ko use karna pasand karte hai. isme bhi Adblock ke sath sath bahut sare aise Advans function dekhne ko mil jate hai. Firefox Lite Browser ka Best lightweight browser hai.

Google Play Store par Firefox Browser ko 100+ million baar Download kiya ja chuka hai or 4.4 rating mili hui hai. Ye ek Best Fastest Internet Web Browser he jo android or computer me bhi mojud hai.  

3. Opera Browser

Opera Browser fastest browser for android

Opera Browser Mobile me data ki bachat karta hai. Iska ek lightweight Browser Android Google Play Store par Mojud hai. Agar aap apne internet data ki bachat karna chahte hai to aap Opera Mini Browser ka use kar sakte hai. Isme bhi adblock kar sakte hai or Free VPN, reading mode bhi diya gaya hai. Opera Browser ek Fast Internet Browser me se ek hai.


Play Store par Opera Browser ko 100+ million baar Download kiya ja chuka hai or 4.5 rating mili hui hai. Opera Browser ka Opera Mini best Free internet Browser hai me recommend karta hu.

4. DuckDuckGo

DuckDuckGo Secure Browsers

DuckDuckGo privacy or security ke liye Best  Search Engine mana jata hai. Isme aap kya Search karte hai ise Google track nahi kar sakta hai. privacy or security ke liye ise best Android Browser man sakte hai. Bahut user ka manna he ki DuckDuckGo Google se behtar hai. Yah sabhi tarah ke ads ko khatma kar deta hai.


Is Browser ko Google Play Store me Sabse adhi User ne rating di gai hai. 10+ million se adhik baar Download kiya jane kee baad bhi iski rating 4.7 hai jo ki jada hai.

5. Microsoft Edge

Microsoft Edge top Browser

Microsoft Edge Microsoft ka Official Internet Browser hai. Yah windows Computer ke liye banaya gaya hai par iska Android App bhi Play Store me mojud hai joki best services deta hai. Yah Browser bhi AdsBlocker, Trasletter, Passport Manager or News Fid jaisi kai services deta hai.


Yeh Browser bhi Google Play Store par 4.5 rating ke shath 10+ million baar Download kiya gaya hai.

6. JioPages

JioPages fastest browser for android
JioPages ek Internet Web Browser hai. Yah Web Browser India me banaya gaya hai, jise Tv ke liye dresing kiya gaya hai. Par aap ise Android me use kar sakte hai. JioPages Browser Hindi, English, Tamil, Marathi, Gujarati, Malayalam, Telugu, Bengali and Kannada  Bhasha me use kar sakte hai. JioPages Faster, Safer & Simply Web Browser hai.

JioPages ko Play Store par 10+ million Download ke sat 4.1 ki Rating Mili hui hai. Yeh Apps Jio Company ne banaya gaya hai.


Read Also: Online Paise Kaise kamaye?

Read Also: SAR Value Explained in Hindi

7. Dolphin Web Browser

Dolphin Web Browser in hindi

Dolphin Ek Fastest Best Browser for android ke liye hai. Jisme aap ko kai sare features Diye gaye hai. Jaise ki Theme, Ad Blocking, Flash Player, Privacy Protection etc.. sabse achi baat ye hai ki isme Add onExtension bhi support karta hai.


Dolphin Browser ko Play store par 4.1 rating ke sath 50+ million se adhik download kiya hai. Dolphin Web Browser Fast Private internet Search Browser hai.

8. Samsung Internet Browser

Samsung Internet Browser for android

Samsung Company ke is Browser ko bahuti achi saflata mili hai. Yeh ek mobile friendly, secure or optimized internet browser. Yeh Browser Samsung smartphone Users ke liye Best ho sakta hai.


Yeh Browser ko 1+ Billion se zada bar Download kiye jane ke bavjud ise 4.4 ki rating mili hai jo bahut hi achi rating mani jati hai.

9. New UC Browser

UC Browser best downloading Browser

UC Browser Mobile Users ki sabse zada upyog kiya jane vale Internet Browses me se ek hai. Yeh Browser Fast Download ki Suvidha deta hai iske alava kai sare Features UC Browser me mil jate hai isme ads ko bhi Bock kiya ja sakta he jo kafi badhiya baat hai.


Yeh Browser ko Play Store 10+million se adhik bar Download kiya gaya hai or 4.1 ki rating mili hai. Yeh ek Fast Browser hone dawa karta hai.

10. Puffin Web Browser

Puffin Web Browser in hindi

Puffin  Browser Speed ke mamle me Best Fast Browser hai. yeh sirf Fast Nahi he balki users apne hisab ke anusae badal sakte hai. Yah uske liye best hai jo Mobile me Computer Browser ka maza lena chahte hai. Add on functions ke sath mouse cursor or trackpad ko Follow karta hai. Puffin Browser Mobile par bhejne se pehle content ko cloud server send karta hai ische phone par asani se website load ho jati hai. Sayad yahi karan ha ki Puffin Browser Best Fastest Internet Browser me se ek mana ja sakta hai.


Puffin Browser ko Play store par 3.3 rating ke sath 50+ million se adhik bar download kiya hai. Iski rating to kam hai par aap use karna chahte hai to kar sakte hai.

Conclusion

Dosto maine batai gai Top 10 Best Browser For Android Apps in Hindi - Fastest Web Browser List jankari Jo ki secure Hone ke sath sath Fast Speed bhi dete hai. Yadi aap ka kai sawal hai to hame comment Box me bata sakte hai. Yah jankari achi lagi ho to social media par Shere jarur kare.

कृपया करके comment box में कोई भी spam link ना डालें.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post