10 Best & Free Youtube Video Editing App For Android - Gyan Supply

 Best & Free YouTube Video Editing App For Android - Google play store me aapko bahut se Video Editing apps mil jate kai. android app kai free hote he to kai paid hote hai Free Video Editing me aap Video to Edit kar sakte hai lekin download karte time usme watermark laga deta hai ise kuch khaas farak nahi padat par aap ek YouTuber hai to ho watermark Video me achha nahi lagta iske liye aapko ek paid Video Editor ka hi use karna chahiye par aap free me use karna chahte hai to watermark to Video me rahega par isme koi dikat ki baat nahi hai aap badi asani se Video ko Edit kar sakte hai.

Agar aap new YouTuber he aur Video Edit karna chahte hai to pehle aap Free Video Editor use kare, agar badme vo Video Editor pasand aa jaye to aap use kharid sakte hai jise watermark hat jayega bahut se YouTuber aaj ke time me android phone me Video Editing App se hi Video banate hai isliye badi badi companya bhi Video Editor apps banate hai to chaliye der kis bad ki jante hai. 10 Best Free Video Editing apps ke bare mai.


Best & Free Youtube Video Editing App For Android

Best Free Video Editing Apps for Android

1 – Power Director

Power Director

Video Editing karne ke liye Power Director sabse popular android app hai or aaj ke time me jadatar YouTube Video Edit karne ke liye power director kahi use karte hai power director par aap Video ko trim, crop or record etc. kar sakte hai jise aap apni marji se apne Video ko achi tarah se adjust kar sakte hai iske saath hi aapko bahut sare effects mil jate he jisse ki aap apni Videos main effects ka bhi usa kar sakte hai or badiya Video bana sakte hai.


power director ek paid android app he lekin aap ise free me use kar sakte he google play store me 100+ million download hai lekin agar aap paid app use karte he to aapko bahut sare extra features bhi mil jate hai. free version ko intol karne par utne options nahi milte jitne paid me milti hai par aapke kam ke sabhi options mil jate hai par watermark Video me rah jata he lekin aap apni Video ko behtar tarike se Edit kar sakte hai.


{getButton} $text={download} $icon={download}

2 – Kine master

kine master ek bahut hi popular aur useful Video Editing App hai google play store me 100+ millions download hai jisme aap ko audio, Video aur Photos ko timeline par import karne ke liye judi judi layers mil jati hai jisme aap apni Video ko bahut hi aachan tarike se Edit kar sakte hai aap kine master par green effect function ka bhi use kar sakte he jo jyadatar Video Editor android apps par mojud nahi hote he iske sath hi aapko bahut sare effect, transactions mil jate hai.


{getButton} $text={download} $icon={download}


3 – Premiere clip

premiere clip Video editing

Premiere clip app bhi Best Video Editor he iske google play store me 10 k+ download hai adobe premiere clip se aap Video kotrim, crop or adjust kat sakte hai iske sath hi apko bahut sare effects bhi mil jate hai jinhe aap asani se Video me use karke badiya Video bana skate hai.


{getButton} $text={download} $icon={download}

4 – Viva Video

Viva Video video editing

Viva Video Best Video Editor hai iska google play store me 5+ millions download he ise aap api Video ko trim, crom or adjust kar sakte hai iski sabse khas bat yah hai ki is app ko use karne par aapko 200 Video filters or effects mil jate he jise aap apni Video ko better bana sakte hai viva Video ek paid Video app he agar aap ise free me use karna chahte hai to kar sakte hai lekin free me watermark rah jata hai.


{getButton} $text={download} $icon={download}

5 – Quik

Quik video editing

Quik ek badiya Video Editing app he google play store me 10+ millions download hai is app me 50 se adhik photos or Video ko use karke Editing kar sakte hai is app me wah sab kuch hai jo Video Editing me hona chahiye aap asani se apni Video ko trim, crop or music add kar sakte hai or best Video bana sakte hai ischi ke chath aapko Video me effect dalne ke liye effect bhi mil jate hai jiska use karke aap badiya Video bana sakte hai.


{getButton} $text={download} $icon={download}

Read Also: Online Paise Kaise kamaye? - Click Here

Read Also: YouTube Shorts channel Ideas 2021 - Click Here

6 – FilmoraGo

FilmoraGo video editing apps

Filmora Video Editing ek badhiya app hai jo ki computer ke liye bhi software mojud he google play store me 50+ millions download hai. jadatar YouTuber filmora ka hi use karte hai. jo use karne me bahut asabn he ise free me download kar sakte par watermark rah jata hai jab aap filmora ka use karte hai to trim or cut karke music add kar sakte hai or Video me effect bhi dal sakte hai. jise aap ka Video dekhne me badiya lage.


{getButton} $text={download} $icon={download}

7 – Action director Video Editor

action director Video Editor

Action Director Video Editor ek computer software he jo ab android me bhi available is app se aap Video clip ko asani se drag and drop kar sakte he or use apne according Edit kar sakte hai Jab aap Action Director Video Editor app ko use karke different facilities milti hai jaise music, Video trim or cut kar sakte hai or effect bhi aap apni Video me apply kar sakte hai jise aap apni Video ko badiya look de sakte hai.


{getButton} $text={download} $icon={download}

8 – Funimate

Funimate video editing
Funimate bahut hi popular app the google play store me 10+ million download he lekin is app me app photos ya Video par music lagake behtar bana sakte hai or akar AAP is app se serious Video Editing karna chahte hai to ye app aap ke liye Nahi hai.


Funimate aapko bahut sare effects mil jate hai jinhe aap download karke apne Video me aplly kar sakte hai agar aap professional Videos Edit karna chahte hai to ye app kap ke liye nahi hai isme aap sirf effect or normal use ke liye use kar sakte hai.


{getButton} $text={download} $icon={download}

9 – Movie maker for YouTube & Instagram

movie maker for YouTube & Instagram
Video Editing karne ke liye yeh app bhi badhiya hai google play store me 5+ download ho chuke hai isme aap Video ko asani se trim,ctop or reorder kar sakte he iske sath hi aapko Video me effects mil jaati hai jise aap apni Video ko badhiya tarike se bana sakte or custom filters ko bhi create kar sakte hai.


{getButton} $text={download} $icon={download}

10 - Video Maker for Youtube

Video Maker for Youtube

Video Maker for Youtube android app Playstor me mojood hai jise aap free me download kar sakte he google play store me badiya 50+ milion ki rating hai. isme bhi app baki Video Editing ki tarah Video Edit kar sakte hai or Video me effect add karke badiya Video bana sakte hai.


{getButton} $text={download} $icon={download}


Read Also: Gmail Tips and Tricks - Click Here
Read Also: Mobile Radiation SAR Value Explain - Click Here

कृपया करके comment box में कोई भी spam link ना डालें.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post