Top 15 Best Google Chrome Extensions For Blogger in Hindi - Chrome Plugin

Yah Article me Top 15 Best Google Chrome Extensions For Bloggers in Hindi ke bare me bataya hai. Yadi aap Online Blogging Karte hai to aapko Yah Useful Chrome Extensions jarur use Karta chahiye. Kyo ki blogger ko Website Ke Liye research karne me bahut Help karte hai. Jiska use karke aap website traffic bhi badha sakte hai.

Yadi aap Computer Laptop se blogging karte hai to Website ke liye Research karne ke liye kai na koi Best Browser ka to use  jarur karte hoge. Jaise ki Internet explorer, Google chrome, Mozilla Firefox Aur Opera mini jaise other kai sare Browser use karte hai. Yah Browser ke kus Best Google Chrome Extensions hote hai. Jiska use karke website ke liye Research kar sakte hai.

Read Also:

Yadi aap Blogger ya website chalate hai to Article Rewriter ke liye keyword research ya post likhne me Yah Useful Chrome Extensions aap ki madat karenge jiska use karke aap asani se wabsite ke liye article likh sakte hai. To Jante hai Top 15 Best Google Chrome Extensions For Bloggers in Hindi ke bare main. use pehle Chrome extension kya hai use bare me janege.

Top 15 Best Google Chrome Extensions For Blogger in Hindi - Chrome Plugin

Chrome extension kya hai? (what is chrome extension)

Google chrome extension ko plugin Bhi Kaha Jata hai. yah Chrome Browser me use kiye jane vala extension Hota hai isko Browser me add to any extension use kar sakte hai. Google Chrome Word me sabse jada use kiye jane vala Browser hai. Aur isme Chrome store par bahut sare extensions mojud hai. jisa use karje aap apne kaam ko asan bana sakte hai.

Mobile me jaise App ko use karte hai usi tarah yah Google Chrome extension hote hai. Jo Chrome Browser me Add karke use kar sakte hai. Yah Chrome extensions Browser ki screen ke uper rahta hai jiso ek click me use kar sakte hai.

Yah Article Main aapko Blogger Ke Liye Best Google Chrome Extensions ke bare me jankari Shere karuga. jiska use karke aap apni Blogging journey ko asaan bana sakte hai. Aise Top 15 Google Chrome Extensions batavuga. To chalye jane hai.

Best Google Chrome extensions for blogger

Yah Google Chrome Extensions se Blogger Apne Blog Ke Liye Research Kar Sakta hai. Yah Extensions Chrome Store se Add yani Download kar sakte hai.

1. Keywords Everywhere

Best Chrome extensions for blogger in hindi

keywords everywhere chrome extension blogger ke liye Best extension hai, jiski madat se aap apne article ke like keyword research kar sakte hai aur keyword competition, Total Backlink, CPC, volume, Moz DA, PA aur Spam Score jaisi kai Other jankari Free me Jan sakte hai.

keywords everywhere Chrome extension 50 se 70% chahi mana ja Sakta hai. Yah extension Article Rewriter me keyword research Karne ke liye best Chrome extension hai. isme khas bat yeh hai ye ek free hai aur isme account bhi banana ki jarurat nahi hai. keywords everywhere App se Google, Youtube, etc. Ke liye research kar sakte hai.

2. SimilarWeb

google chrome extensions download

SimilarWeb Ek blogger ke liye Best chrome extension hai. isme website ka Overview, Bounce Rate, Monthly Visits, Sources, Geo aur Traffic Sources, etc. SimilarWeb Chrome extension ki madat se ek click me jan sakte hai. Niche Download par click karke extension Add kar sakte hai.


3. Grammarly

best chrome plugins for Blogging,

Iske naam se hi pata chalta hai ki yeh English Grammar se releted extension hai. Yadi  aap ka grammar acha nahi hai aur aap English me Article likhte hai to aap ke liye Yah best extension ho sakta hai. kyo ki Yah aap ke likhe huye article ke grammar mystics, spelling mystics ko aap ek Click me badi asanise se sudhar sakte hai. Isko har Blogging karne vala use jarur karta hoga.

4. SEOquake

Best Website Seo Extensions Tools

SEOquake chrome extension blogger ke liye best plugin hai. Yah plugin extension ki madat se aap kisi bhi website ko google, bing index, google page rank, Alexa rank aur Mobile friendliness etc. yah Tools se jan sakte hai. Yadi aap new blogger hai to SEOquake chrome extension aapki madad kar sakta hai.

5. Buffer

Content share  Chrome Extensions

Buffer chrome extension Vibhinn Website ke sath Cantent ko Share karne ki anumati deta hai. Yah Plugin me aap ek click me Content ko share kar sakte hai. Jise aap ka kafi Time bach sakta hai.


6. Check My Links

links Checker Chrome extension

Check my links extension ki madad se aap kisi bhi website aur Page ke All links ko dekh sakte hai. Yadi aap blogger ke to aako yah Plugin bahut kam ayega. Kyo ki ek pasi Ek links ko Dekhne me bahut time lagta hai to Yah Free Chrome extension ko use karke aap asani se dekh payege ki kichi Web page par kitne links hai.

7. Bitly

Powerful URL link Shortner  for blogger

Bitly Powerful Short Links ek Best Plugin hai. Yah Extensions URl ko Short karne ke liye use kiya jata hai. Iski Helps se aap Post ke lambe URL Ko Short kar sakte hai aur Social Media par Share kar sakte hai. Yah ek Free Google Chrome Extensions hai. aur Bitly ki Website se bhi URL ko Short kar sakte hai


8. Keyword Surfer

Best Keyword Research Tools Extensions

Keyword Surfer ek Best Keyword Research Tools Hai. isko har blogger apni Website ke liye Keyword Research, competition, search volume etc. asani se ek Click me jan sakte hai. Iski khas bat yah hai ki isme account banane ki bhi jarurat nahi hai. Aur kisi ek Contry ko bhi darget kar sakte hai.

9. Open SEO Stats

Best popular seo Chrome extension for blogger

Open SEO Stats ke name se hi pata chalta hai ki Yah ek  SEO ke related Tools hai. Open SEO Stats chrome Browser ka Best popular Google Chrome extension hai. Yah extension ki Helps se aap current website ka google page rank, Pages indexed, Backlinks, Alexa Traffic Rank, Compete Rank our quant cast rank Asani se Jan sakte hai. Aur socials whois, Geo IP location aur bahut kus dikhata hai to blogger ke Liye Yah extension best hai. kyo ki ek click me website ki jankari nikal sakte hai.

{getButton} $text={download} $icon={download}

10. Mozbar

Blogger ke liye Best Google Chrome Extensions

Mozbar Blogger ke liye Best Google Chrome Extensions sabit ho sakta hai. Isko ToolBar bhi kah sakte hai.Yah ToolBar Website ke DA, PA. Keyword Difficulty etc. ko ek click me bata deta hai aur uski CSV file ko bhi Download kar sakte hai. Aise kai sare features deta hai. Jiska use karte aap website ki Traffic badha sakte hai. Mozbar me aapko Simple login karna hai jise aap Free me Yah tools ko use kar sakte hai. MozBar ke Premium features ko bhi kharid sakte hai

11. LastPass

Add on to Extensions For Blogger

Yadi aap ek website chalate hai yani blogger hai to aap bahut sari website par Account to jarur banate hoge. Aise me har ek website ke Pasport ko yad rakhna mushkil ho jata hai. Is kaam ko asan banane ke liye Lastpass Chrome extension Best hai. Yah extension aapki Login Id aur passport etc. ko save karta hai. Jise aap jab sahe aasani se logging kar sakte hai.

12. WhatRuns

Seo Tools website Theme, Plugins checker

WhatRuns ek aisa extension hai kisi ki help se ek click me aap website ki Theme, Plugins konsa hai etc jan sakte hai. sahe website blogger per ho ya WordPress par ho aap yah tools ka use karke jan payege. kyo ki Ek blogger ko yah sab janna jaruri hota hai.

13. Awesome screenshot

free Chrome extension for blogger

Awesome screenshot chrome Browse ka acha aur free Chrome extension hai. Yah Computer me Screenshot lene ke liye use kiya jata hai aur Computer ki screen bhi record kar sakte hai. Isme screen ka select ariya bhi record ya screenshot le sakte hai. Aur screenshot ko edits kar sakte hai ho bhi ek click me kar sakte hai.

{getButton} $text={download} $icon={download}

14. Google Dictionary

google Chrome Useful Extensions for Bloggers

Google dictionary ek Aisa Free chrome extension hai jiski Helps se aap kisi bhi Website par word ka meaning pata Kar sakte hai. ho bhi bali asani se. Yah extension ka use karte hai to aapko google par jakar word ka meaning pata karne ki jarurat nahi hai. bas kisi ka bhi Article Read Karte Waqt koi bhi word samaj me na aye to Word par click karke he to pop-up bubble me meaning bata Kar deta hai.

15. Google translate

best translation for bloggers

Google translate ko to aap jane hi hoge agar nahi jane hai to me aapo bata deta hu ki Yah extension kisi bhi bhasa ko kisi bhi bhasa me translate kar sakta hai sahe Hindi ho ya English. isi ke saath  google translate chrome extension ki Help se website ke page ko bhi translate kar sakte hai. Isme bhi aap kisi Word ka meaning  pata kar sakte hai yah wold ka best translation kah sakte hai.

Conclusion:

Yah Article me Top 15 Best Google Chrome Extensions For Blogger in Hindi - Chrome Plugin ke bare me jankari share kiya hai jiska use karke aap apne Blogging ki journey ko asaan bana sakte hai. Aapka kai blogging se juda kai sawal ho comment me pus sakte hai.

Read Also:

Aapko Yah jankari achi lagi ho to Apne Dosto ke Sath Share jarur kare. Aur Bookmark bhi kar sakte hai jise bad me read kar sakte hai. Aapko koi bhi jankari chahiye to muje Comment Box me bata sakte hai hum jarur jawab denge. Thank For the Reading.

कृपया करके comment box में कोई भी spam link ना डालें.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post