10 Best Free Download Manager App For Android In Hindi - Fast Downloading Everything

Hello Dosto Yah Article me Best Free Download Manager App For Android In Hindi - Fast Downloading Everything ke Top 10 Android Internet Download Manager app ke bare me bataya hai. Shayad apne yah app ke bare me kabhi suna hoga.

Internet se koi bhi file download kare Time Android Phone me virus bhi aa sakta hai. Iska main karan hai Downloading. Jab kisi aise app se Download karte hai jo Google Verified nahi karta hai ya kisi aisi Website se Download karte hai so safe nahi he to mobile phone me virus aa sakta hai. But aapka Download Manager Google se Verified ho to kai had tak virus se bacha ja sakta hai.

Android Top 10 Best Download Manager App ki helps se aap Movies, Video, Mp3 File Fast Download kar sakte hai. Ek Article Top 10 Best Fastest Browser For Android app List ke bare me bataya hai jiska use kare aap koi bhi files Download Manager me Download kar sakte hai.

10 Best Free Download Manager App For Android In Hindi - Fast Downloading Everything

10 Best Download Manager App List For Android

Yah sabhi Download Manager Apk Google Play Store par mil jayega Jise aap Downloading kar sakte hai. Jisme kus apk Free hai to kus Purchased karne padege. TOP 10 Best Download Manager App List ke bare me jante hai.

1. IDM (Internet Download Manager)

IDM (Internet Download Manager)

Internet Download Manager (IDM) Downloading ke liye Sabse Best Popular App hai chahe Android Phone ke liye ho ya Computer ke liye. IDM Sabse popular is liye hai kyon ki abhi aj ke time me sabse Fast Download karne wala Mobile app kah sakte hai.

Internet Download Manager Apk ko Android Phone Install kar liya hai. Toh aapko Movies, Video, Audio, Document, Pdf File etc. Download karne ke liye Downloading Link nahi Search nahi karna hoga. Kyon Ki jaha par Download link hai vaha par IDM apne aap link ko show kar deta hai. Jisle ek click me Download kar sakte hai.

2. Fast Download Manager

Fast Download Manager Android

Fast Download Manager ke name se hi pata chalta hai ki yah Fast Download kar sakta hai. Kyon ki Fast Download Manager Apk mein aap Downloading Speed ko Control karke Download kar sakte hai. Iske sath hi Fast Download Manager se aap Downloading ke alava Social media par File Share bhi kar sakte hai.

Yah apk download karne se All types ki File ko support karta jaise photos, Video, Music, Software, Office Documents etc.. isme badhi file ko bhi Download kar sakte hai. Yah aapke Browser se Automatic File Link ko Detect kar leta hai jisme click karke File Download kar sakte hai.

3. Download Accelerator Plus

Download Accelerator Plus Mobile

Download Accelerator Plus Android Phone ke liye best Download Manager apk hai. Agar aap Fast time Smartphone use kar rahe hai to aapke liye Best Downloading App ho sakta hai. Kyoki Download Accelerator Plus multiple Web Browsers ko Support karta hai or iska Interface Simple hai. Isme aap kisi Website ko Safe zone me open karke Koibhi File Download kar sakte hai.

Download Accelerator Plus Android Kitkat OS me kam nahi karta hai. Isme Direct SD Card me Download kar sakte hai. Yah all formats jaise archive files, Music, Video, documents, Software etc. File ko Support karta hai. Totally Free to install kar sakta hai.or Download ko Pause and Resume kar sakta hai.

4. Download Manager

Download Manager free android

Download Manager ak best Downloading app hai. Aap apne Phone me ek se jada File Download karne ke liye rakhte he to yah Download Manager Speed badhane or tej karne ke liye saman bhag me File ko bat teta hai. Isme kai bhasha ka support milta hai. Yah aapke Browser se khud link ka pata karta hai isliye aapko Download link Copy Past karne ki jarurat nahi hai.

Yah Download Manager 2GB se adhik badi File ko Download kar sakta hai. Isme har tarah ki File jaise videos, music, photos, software or documents etc. File ko Support karta hai. Kai File ek Shath ya Ek pasi Ek File Download karne ke suvidha deta hai.

5. Kode

kode Download Manager app

Kode app ek Download Manager hone ke saath sath Browser bhi hai. Isme aap High Quality ke video video dekh sakte hai or Download bhi kar sakte hai. Kode Browsing, VPN Protection, News Feeds ke sath Yah Ek Best Fast Download Manager app hai.

Yah app mp3, m4a, mp4, m4v, mov, avi, wmv, doc, xls, pdf, txt and other popular file extensions ko Support karta hai. Sath me aap chahe hai ke koi aapka Download kiye gaye File Video, Audio, Photo na dekhe to us par password bhi laga sakte hai.

6. Advanced Download Manager

Advanced Download Manager

Agar apko File ki Downloading Link Search karne me problem hoti hai to Advanced Download Manager app ko Android Phone me install kar lena kyoki Yah Advanced Download Manager app Automatically Download Link Search karta hai. Aap uspe click karke Direct File ko Download kar sakte hai

Advanced Download Manager ek Powerful Downloader for Android App hai isme kai sare Advanced Setting hai or Simple control ke sath File ko downloads kar sakte hai. Isme bhi aap har tarah ki file Download kar sakte hai.

7. Turbo Download Manager

Turbo Download Manager

Turbo Download Manager aapke Android Mobile teji se or asani se File ko Download karne ke liye multiple connections or multiple networks ka use karta hai. agar apke Phone me Downloading Speed 50kbps ki hai. Toh Turbo Download Manager se Download Karne par Downloading Speed Fast ho jayegi jise File jaldi Download hoti hai.

Isme Downloading ki File ko Pause/Resume kar sakte hai, Background Download kar sakte hai or File auto-renaming Download bhi kar sakta hai.

8. Loader Droid download manager

Loader Droid download manager

Loader Droid download manager ek Best Downloading app hai. Agar aapke sath koi File Download karne time Mobile ka Data OFF ho jata hai to File ko Firse pura Download karta palta hai. Aapne Loader Droid App ko Phone Install kar liya hai to aap use firde Start kar sakte hai.

Yah app Mobile me Data OFF hone par File ko Auto pause kar deta hai. Or Auto resume bhi karta hai. Yah Faster downloading or download ko Scheduling karta hai hai. Iska interface fast or easy to use hai.

9. Download Manager For Android

Download Manager For Android

Download Manager For Android app se aap kisi bhi Website jaise Google, Bing, Yahoo, YouTube, Hotstar, Voot, Zee5 etc. se kisi bhi File ko Download kar sakte hai. Download Manager For Android me aap Voice or text Dono Command se File ko Search kar sakte hai. Iske sath aapko social Sharing ka bhi Option milta hai. Jise aap apne Video, Audio, Pdf, text, Photo etc. file to Direct Social madia par share kar sakte hai.

Yah app APK, RAR, ZIP, MP3, DOC, XLS or other all files ko support karta hai. Koi bhi File ko download karne ke liye yah Best Fast Downloading Everything app hai.

10. Video downloader

Video downloader free app

Video downloader khas tor par Facebook ke Videos Download karne ke liye use kiya jata hai. Iske sath Browser ke Use se to file ko Download karta hai. Yah File ko 3x se bhi jada Speed me Downloading karta hai. iska user-friendly interface hai or free video downloader for Facebook ke video ko karta hai. Isko bhi aap chahe to use karke dekh sakte hai.

Read Also:

Conclusion:

Dosto Best free Download Manager App For Android In Hindi - Fast Downloading Everything 10 App ki List ke bataya hai isme se aap kisi bhi App ko Download kar sakte hai. Isme aapko sabhi tarah ke Download Manager app List diye gaye hai. Sahe fast Downloading ho ya safe Downloading ya koi YouTube Download ho isko kar sakte hai.

Aap new article ki Update ke Liye social Media par Follow kar sakte hai. Aapka koi saval ho to hame jarur comment me bata sakte hai. Thanks for Reading.

2 Comments

कृपया करके comment box में कोई भी spam link ना डालें.

Post a Comment
Previous Post Next Post