SAR Value Kya Hai? OR SAR Value Kaise Check Kare?

SAR Value Kya Hai? OR SAR Value Kaise Check Kare? - agar aap SAR Value ke bare me janna chahte hai to aap sahi jaga aaye hai aapo is post me bataya jayega ki SAR Value kya hoti hai or SAR Value ko mobile me kaise chek kar sakte he itna hi nahi Mobile Radiation se hone vaale nuksan or Mobile Phone Radiation se bachne ke tips ke bare me bhi bataya gaya hai.

SAR Value Kya Hai? OR SAR Value Kaise Check Kare?

SAR full form in hindi:

  • SAR Value ka full form Specific Absorption Rate hota hai.

SAR Value Kya Hai? (What is SAR Value in Hindi)

SAR Value jab ham mobile Phone use karte he to usme se Radiofrequency(RF) Radiation nikalti hai uchi Radiation ko mapane ke liye SAR Value ka use kiya jata hai.

SAR Value batata hai ki kitna Radiation mobile me se nikal raha hai ise W/kg (watt per kilogram)me mapa jata hai.

India me Federal Communications Commission (FCC) ne standard SAR value 1.6W/Kg rakhi he alag alag country me SAR Vekue alag alag rachi hai.

SAR Value ko do bhago me bata gaya he head or body, head or body ke liye SAR Velue alag alag hota hai.

Apke Mobile Phone ka SAR Velue jitna kam hoga utna hi aapke sarir ke liye nuksan kam karta hai. sabhi mobile Phone manufacturers ko FCC ne niyat Karel Radiofrequency(RF) follow Karna jaruri hai. yadi kisi Mobile Phone ki SAR Value 1.6 w/kg se jada hoti he to us company ko market me Phone bechane ki anumati nahi milegi.

Read also: YouTube Shorts channel Ideas 2021

SAR Value mobile me Kaise Check Kare?

hello dosto agar aap apne Mobile me SAR Value ka pata lagana chahte hai to niche ke asan se step ko apnakar kar pata kar sakte hai.

Step 1 - apne mobile ka dialpad open kare

Step 2 - usme *#07# ko daial karna hoga

ab apke samne SAR Value ka box dikhay dega usme aap dekh sakte hai. SAR Value 1.6 W/kg se jada nahi hindi chahiye ye dukasan karak hai.

SAR Value ki Calculation?

vidyut chumbakiy urja ke liye SAR ki ganla utak ke bhita vidyut shetra se ki ja sakti hai, SAR Value ko niche ke method se calculat kar sakte hai :

SAR Value ki Calculation ?

SAR Value Ki Kya Limit?

Wikipedia me bataya he India or USA ki SAR value ek jaisi he vo mapte he 1 gram tissue ostam legar jo hoti hai 1.6 w/kg matalab 1 tissue apka 1.6 Watt power absorb karta hai.

SAR Value Ki Kya Limit

Mobile SAR testing Kaise hoti hai?

Mobile SAR testing karne ke liye aphle hamare sarir ke jaisa hubahu motel taiyar kiya jata hai jisse ki hamara tissue ki tarah kus chije dala jata he taki ek actual human ki model banaya ja sake. tatha is process ke bad model me absorption rate check kiya jata he, tath model me alag alag duri se test kiya jata hai. tabhi ye pata kar sakte hai ki kitni duri se sabse jada Radiation absorb ho sakta hai. aisa karne ke bad ek detail report taiyar ki jati he. uske bad us report ko Government Authorization ke liye bheja jata hai or fir approve mil jaye to Mobile market me ane ke liye taiyar ho jate ha.

Mobile Radiation Ke Nuksan (Disadvantage)

1. Kisi Kisi doctor ka manna he ki Mobile Radiation se Cancer, Brain Tumor hone ki bhi aasanka hai.

2. Mobile Radiation se prajanan karne ki samta bhi kam ho sakti hai.

3. Mobile Radiation se siradard ki shikayat, lagatar thakan mahasus karna, chakkar aana, daipraission me rahna, sunne ki shamta dhire-dhire kam hona, yaddas kamajor hona jaisi bhibariya bhi ho sakti hai. 

4. Hamare sharir me 70 pratisad aur dimag men 90 pratisat tak pani paya jata he aur yahi pani hamari body me radiation ko absorb karta hai, jo sehat ke liye kaphi nuksan dayak sabit hota hai.

Mobile Radiation Se Bachne ke tips

1. Rat ko sote vakt Mobile ko apne takaye ke pas rakhke na soye. 

2. Mobile ka sidha upayog na kare ho sakte to Speaker ya Ear Phone ka use kare. 

3. Agar aap mobile ka jata use karte hai to kam Radiation vala phone use kare. 

4. Gile hatho se mobile naa chalaye kyoki paani suvahak hota hai. 

5. jab mobile charging par ho tab call par baat naa kare kyoki us vat Radiation 10 guna badh jata hai. 

6. Mobile phone ka use cars, train or planes me bilkul naa kare use usme sabse jata Radiation hota hai.

Conclusion

Dost is Post me aapne jaana ki SAR Value Kya Hai? SAR Value Kaise Check Kare? or mobile Radiation se hone vaale nuksan or usse bachne ke kus tip ke bare me bataya gaya hai.

Yad jankari aapko achi lagi ho ho apne Dosto ke Shath Social Madia par Share jarur kare. aur aap koi saval ya sujav dena chate hai to comment me pus sakte hai. Thank you For The Reading.

कृपया करके comment box में कोई भी spam link ना डालें.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post