Top 10 Best Mobile UPI Payment App for India - Secure and Good Apps List with wallets

Best Mobile UPI Payment App Secure and Good Apps List with wallets article me online payment ke kus Most Popular and Top Mobile UPI Payment app ke bare me jankari batai hai. Yah Payment App Safe, Secure and Good App he isko bahut sare log istemal karte hai.

Aaj ke time me har koi UPI Payment App ka use karne laga hai. Kyo ki Mobile UPI Payment app ki Helps se kisi bhi Shop par paise transfer kar sakte hai or kisi other key bank account me paisa transfer kar sakte hai. Lekin isk jankari kam hone se abhi bhi jyadatar log online payment ka use nahi karte hai.

Online Payment app me aap Mobile recharge, Bill Payment, DTH recharge, Gas Cylinder booking, Fast tag recharge, bank transfer or bhi bahut kus yah Mobile UPI Payment App ka use karke kar sakte hai. Play Store par bahut sare Payment App mojud hai, lekin me aako Top 10 Best Mobile UPI Payment App ki jankari duga iska use karke online Payment kar sakte hai.

Top 10 Best Mobile UPI Payment App for India - Secure and Good Apps List with wallets

Read Also:

Best Mobile UPI Payment App List For India

online Payment karne ke liye yah 10 Best Mobile UPI Payment App safe and Secure hai or Popular bhii hai. Labhag sabhi indian bank ko ne UPI Based Payment App google play store par mojud hai

1. Google Pay

Google Pay - a simple and secure payment app
Google Pay ek digital wallets app hai aur isme online payment karte hai. Google pay ko pehle Tez ke name se jana jata hai. Lekin bad me google ne modify karke 10 septembar 2017 ko wapis launch kiya gaya hai or iska google pay name rakha gaya hai. Google pay har transaction par aapko ek scratch card deta hai. Jiske aapko kus na kus Reward milta hai kai bar Cashback bhi mil sakta hai jiska use online store site par redeem kar sakte hai Or discount pa sakte hai.

Popular Features:
  • Online payment ya Recharge, Bill pay kar sakte hai.
  • Bank to Bank transaction kar sakte hai
  • Google pay ka Rewards system Popular hai.
  • Ek day me 1 lakhs rupees or Maximum 10 Transaction kar sakte hai.

2. Paytm

Paytm -UPI Money Transfer Recharge Bill Payment

Paytm ek Most Popular online UPI Payment App hai. Iske jariye Money Transfer kar sakte hai. Paytm 11 bhasha ko support karta hai. Paytm ek Bank bhi jiska name Paytm Payment Bank joki Paytm ki app me hi mil jata hai or iske alava paytm ka Digital Wallet ki bhi suvidha deti hai. Paytm user friendly app hai aap ise asani se use kar sakte hai.

Popular Features:
  • Bank to bank money transfer kar sakte hai.
  • Mobile & DTH recharges, Electricity, Water, Gas, Broadband, Landline Bill Payments etc.. kar sakte hai.
  • Manage Fastag, Pay Online Stores, Hotels Booking, Trains, Bus, Flights Tickets kar sakte hai.

3. PhonePe

PhonePe UPI Recharge Investment Insurance
PhonePe ko india me 2015 ko Flipkart ne Launch kiya tha yeh bhi ek Best UPI Payment app hai. PhonePe india me paytm ke bad sabse jada use kiye jane vala app hai. Jisi aap other Payment Apps ki tarah hi use kar sakte hai. Isme bhi 1 lakhs tak ki transaction limit hai or sidhe Bank Account se len dan kar sakte hai. Yah user friendly app hone ki bajah se jada tar log use kate hai or sikiyor bhi hai.

Popular Features:
  • Bank Transfer money BHIM UPI kar sakte hai.
  • mobile Recharge, DTH connection Recharge, electricity bills, Credit Card Bills Payment etc..
  • health Insure, car & bike Insure, International Travel Insurance etc..
  • Gold investment, mutual funds investment etc..

4. Amazon Pay

Amazon Shopping UPI Money Transfer Bill Payment

Amazon Pay ek Best online UPI payment app ke sath sath online shopping app bhi hai. Amazon app online Shopping, Mobile Recharge, electricity Bill etc. kar sakte hai or Best latest offers & cashback bhi deta hai har transaction par jise aap redeem kar sakte hai. Amazon Safe & secure App hai or Most used UPI app in india kah sakte hai.

Popular Features:
  • UPI Bank to Other Bank Money Transfer karna.
  • Mobile, DTS, FAST Tag, Metro Recharge kar sakte hai.
  • Electricity Bill, Broadhand, Credit Card Bill, Cable TV, etc. Bill pay kar sakte hai.
  • Flights, Bus, Trains, Movies Tickets Book kar sakte hai.
  • Car, Bike Insurance, Gold Buy sell etc. kar sakte hai.

5. Freecharge

Freecharge Pay Later UPI Recharges Loans
Free Recharge ek User Friendly Best Mobile UPI Payment App hai. Yaha par Bank Link karke kisi ke paise bhej or prakt kar sakte hai. Freecharge me Promo code ka use karke Cashback le sakte hai. Jiska use online Payment jese Bill, mobile recharge etc. me kiya ja sakta hai jise aap ko fayda hota hai. Or personal loans bhi badi asani se le sakte hai.

Popular Features:
  • Mobile Recharges, Bill Payments, Google Play Recharges etc..
  • Personal loans, Express FD, Mutual Fund, Gold Buy etc..
  • Cashbacks & Discounts, amazing discounts etc..

6. Mobikwik

BHIM UPI Money Transfer Recharge  Bill Payment

Mobikwik ko april 2009 ko launch kiya gaya hai. Yah ek Mobile Payment System or Digital Wallet app hai. Aap yaha apne Bank Account ko link karke paise transfer kar sakte hai. Mobikwik aapko len den par Super cach ya cachback deta hai jiska use karke aao kisi bhi digitle Payment katne ya other bill pay karne ke liye kar sakte hai.

Popular Features:
  • Money Transfer, Mobile Recharges, Bill Payments, Google Play Recharges etc..
  • Money Transfer, Shop on EMI, Online Payment etc..
  • Instant Loan, Mutual Fund, Digital Gold, Crypto investment etc..

7. BHIM UPI

BHIM - MAKING INDIA CASHLESS

Bharat Interface for Money (BHIM) yah ek sarkari payment app hai. Jab india me Note bandhi hui tab sarkar ne Cashless Economy ko badhava dene ke liye 30 december 2016 ko BHIM UPI app national Payments Corporation of India (NPCI) dwara developed Fast Best Mobile payment app hai. Iski helps se aap sidha ek bank se dusre bank me paise transfer kar sakta hai. Yah app har mobile par use kar saktai hai.

Popular Features:
  • Mobile Recharge, DTH Recharge, Bill payment etc..
  • Bank Balance Check, Statement , Transactions History etc..
  • BMIM Simple & Secure hai or aadhar card link rahta hai.

8. My Jio (JIO Money)

MyJio For Everything Jio (JIO Money)

Online Payment App JIO Money Reliance Jio ne launch kiya hai april 2018 ko yah Mobile Recharge se Online Payment karne, paise bhejne ya lene ki suvidha deta hai. Iske sath yah aapko Discount, Cashback Offers or copan deta hai jise aap online payment karne ke liye kar sakte hai. Jio Money ab my jio app me jo.it kar diya hai.

Popular Features:
  • JioPay UPI- Transfer money, recharge, pay utility bills etc..
  • JioCare, JioSaavn, JioSaavn, JioCinema, JioEngage, JioCloud, JioNews, Stories, JioGames, JioMart bhi use kar saktai hai

9. PayZapp

PayZapp-Recharge Pay Bills  Shop

Yah app HDFC Bank ne banaya gaya Fast and secure Best Mobile UPI Payment App hai. Iska mukhya udesya Online Payment system ko saral banana hai. Isme kai offers diye jate hai, jiska use karke kai tarah ke cashback ml sakte hai. Isko Bank Account ko link karke Online Payment kar sakte hai.

Popular Features:
  • Bank to Bank Money transfer etc..
  • Recharge, Bill payment, BharatQR Payments, Travel, Shopping, Movies etc..

10. Pockets

Pockets- Bill Payment Recharge UPI on wallet

Yah ICICI Bank Back ka banaya gaya UPI Payment App hai. Isme bhi baki Payment App ki tarah hi Bank Account link karke online Payment Transactions kar sakte hai. Iske sath hi yaha aako ICICI Bank ke shath Debit Card diya gaya hai. Jiska use aap kisi bhi internesnal Payment kar sakte hai.

Popular Features:
  • Mobile Recharge, Bill Payment, DTH connection recharge, Data Card Recharge etc..
  • iWish Depos FD/RD, Awesome Deals ,Help at Hand  etc..

Top 10 Bank Made Online Payment App List

Online Payment karne ke liye bank ko ne bhi apna Online Mobile Banking app Launch kiye hai. Jiska use kare aap online payment kar sakte hai. Vese hame 10 Best Mobile UPI Payment App for India ke bare me jankari di hai jiska use karke saral or fast rite pay kar sakte hai.

Top 10 Bank made online payment app List niche di gai hai jise aap Google Play Store thi Download kar sakte hai.

Apps List:
  1. YONO SBI - State Bank Of India
  2. M-Connect Plus - Bank Of Baroda
  3. Axis Mobile - Axis Bank Ltd..
  4. HDFC Bank Mobile Banking - HDFC Bank
  5. IMobile Pay by ICICI Bank - ICICI Bank Ltd..
  6. Kotak - Kotak Mahindra Bank Ltd.
  7. U-Mobile - Union Bank Of India
  8. IBPS Mobile Banking - Indian Post Payment Bank Ltd..
  9. BOI Mobile - Bank Of Of India.
  10. PNB ONE - Punjab National Bank.

Note:Yah App ko Google Play par jakar Download kar sakte hai.

Conclusion:

Aapko Top 10 Best Mobile UPI Payment App for India - Secure and Good Apps List with wallets or Top 10 Bank Made online payment app List ki jankari pasand aaye hoge. Aap new article Update ke Liye social Media par Follow kar sakte hai. Aapka koi saval ho to hame jarur comment kare. Thank For Reading.

कृपया करके comment box में कोई भी spam link ना डालें.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post